Love محبت Poetry in Urdu 2 line | Muhabat Wali Shayari | Urdu/Roman
کون کہتا ہے محبت کی زباں ہوتی ہے
یہ حقیقت تو نگاہوں سے بیاں ہوتی ہے
kon kehta hai mohabbat ki zuba hoti hai
yeh haqeeqat to nigahon se bayan hoti hai
----------
مجھے تم سے شکایت نہیں لیکن
یاد آتا ہےتیرا مجھ سے محبت کرنا
mujhe tum se shikayat nahi lekin
yaad aata hai tera mujh se mohabbat karna
----------
تیرا مغرور ہو جانا بجا تھا
مُجھے تم سے محبت جو ہو گئی تھی
tera maghrour ho jana baja tha
mujhe tum se mohabbat jo ho gayi thi
More Poetry: Click
یہ جو خاموش محبت ہے نا
راتوں کی نیند گل کر دیتی ہے
yeh jo khamosh mohabbat hai na
raton ki neend Gul kar deti hai
----------
ایک چاہت تھی آپ کے ساتھ جینے کی
ورنہ محبت تو کسی اور سے بھی ہوسکتی ہے
aik chahat thi aap ke sath jeeney ki
warna mohabbat to kisi aur se bhi hosakti hai
----------
تم کیا کروگے محبت کی انتہا
ہم نے انتہا سے محبت کی ہے
tum kya karogay mohabbat ki intahaa
hum ny intahaa se mohabbat ki hai
----------
کمال کی محبت تھی اُسے مجھ سے
اچانک شروع ہوئی اور بن بتائے ختم
kamaal ki mohabbat thi ussay mujh se
achanak shuru hui aur ban betaye khatam
----------
کہاں تلاش کرو گے، تم مجھ جیسا شخص
جو تمہارے ستم بھی سہے اور تم سے محبت بھی کرے
kahan talaash karo ge, tum mujh jaissa shakhs
jo tumahray sitam bhi sahy aur tum se mohabbat bhi kere
----------
کوئی اور تعلق ہی ہوگا
تھی محبت تو مر گئی کیسے
koi aur talluq hi hoga
thi mohabbat to mar gayi kaisay
----------
محبت مل نہیں پاتی مجھے معلوم ہے
مگر خاموش رہتا ہوں محبت کر جو بیٹھا ہوں
mohabbat mil nahi paati mujhe maloom hai
magar khamosh rehta hon mohabbat kar jo betha ho
----------
نہ پرکھ میری محبت کودنیا کی دولت کے ترازوں میں
سچ تو یہ ہےکہ وفا کرنے والے اکثر غریب ہوتے ہیں
nah parkh meri mohabbat kodnya ki doulat ke ترازوں mein
sach to yeh hai ke wafa karne walay aksar ghareeb hotay hain
----------
کچھ خاص نہیں بس اتنی سی ہےداستان محبت میری
ہر رات کا آخری خیال، ہر صبح کی پہلی سوچ ہو تم
kuch khaas nahi bas itni si hai daastaa’n mohabbat meri
har raat ka aakhri khayaal, har subah ki pehli soch ho tum
----------
محبت تو اک احساس ہے
جس سے ہوجائےوھی خاص ہے
mohabbat to ik ehsas hai
jis se hojaye vhi khaas hai
----------
نصیب سے ہار گئے ورنہ
محبت ہم دونوں کی سچی تھی
naseeb se haar gaye warna
mohabbat hum dono ki sachhi thi
----------
اُن کی نہ تھی خطا ہم ہی کچھ غلط سمجھ بیٹھے
وہ محبت سےبات کرتے تھےاور ہم محبت ہی سمجھ بیٹھے
unn ki nah thi khata hum hi kuch ghalat samajh baithy
woh mohabbat se baat karte they aur hum mohabbat hi samajh baithy
----------
تم محبت کو کھیل سمجھتے ہو
ہم نے زندگی تباہ کرلی
meem mohabbat ko khail samajte ho
hum nay zindagi tabah karli
More Poetry: Click
بجا یہ رونق محفل مگر کہاں ہیں وہ لوگ
یہاں جو اہل محبت کے جانشیں ہوں گے
baja yeh rounaq mehfhil magar kahan hain woh log
yahan jo ahal mohabbat ke janshin hon ge
----------
ہم کو مارا گیا ہے نفرت سے
ہم پہ الزام تھا محبت کا
hum ko mara gaya hai nafrat se
hum pay ilzaam tha mohabbat ka
----------
محبت ہماری بھی اثر رکھتی ہے
بہت یاد آئیں گے ذرا بھول کر تو دیکھوں
mohabbat hamari bhi asr rakhti hai
bohat yaad ayen ge zara bhool kar to daikhon
----------
نظر کھا گئی ، ہم دونوں کی محبت کو
روز بات کرنے والے آج خا موش ہیں
nazar kha gayi, hum dono ki mohabbat ko
roz baat karne walay aaj kha mosh hain
----------
جانے دو صاحب اتنے شکوے
لگتا ہے محبت نہیں احسان کرتے ہو
jaany do sahib itnay shikway
lagta hai mohabbat nahi ahsaan karte ho
----------
اور بھی دکھ ہیں زمانے میں محبت کے سوا
راحتیں اور بھی ہیں وصل کی راحت کے سوا
aur bhi dukh hain zamane mein mohabbat ke siwa
rahtin aur bhi hain wasal ki raahat ke siwa
----------
کی ترک محبت تو لیا درد جگر مول
پرہیز سے دل اور بھی بیمار پڑا ہے
ki tark mohabbat to liya dard jigar mol
parhaiz se dil aur bhi bemaar para hai
----------
محبت مں نہیں ہے فرق جینے اور مرنے کا
اسی کو دیکھ کر جیتے ہیں جس کافر پہ دم نکلے
mohabbat mn nahi hai farq jeeney aur marnay ka
isi ko dekh kar jeetay hain jis kafir pay dam niklay
----------
زندگی کس طرح بسر ہوگی
دل نہیں لگ رہا محبت میں
zindagi kis terhan busr hogi
dil nahi lag raha mohabbat mein
----------
اک لفظ محبت کاادنی یہ فسانا ہے
سمٹے تو دل عاشق پھیلے تو زمانہ ہے
k lafz mohabbat ka adni yeh afsana hai
simte to dil aashiq phailay to zamana hai
----------
انجام وفا یہ ہے جس نے بھی محبت کی
مرنے کی دعا مانگی جینے کی سزا پائی
injaam wafa yeh hai jis naay bhi mohabbat ki
marnay ki dua mangi jeeney ki saza payi
----------
مسافروں سےمحبت کی بات کر لیکن
مسافروں کی محبت کا اعتبار نہ کر
musafiron se mohabbat ki baat kar lekin
musafiron ki mohabbat ka aitbaar nah kar
----------
گلا بھی تجھ سے بہت ہےمگر محبت بھی
وہ بات اپنی جگہ ہے یہ بات اپنی جگہ
gala bhi tujh se bohat hai magar mohabbat bhi
woh baat apni jagah hai yeh baat apni jagah
----------
ہم سے کیا ہوسکامحبت میں
خیر تم نے تو بے وفائی کی
hum se kya Ho Saka Muhabat mein
kher tum naay to be wafai ki
Sad Poetry: Click
کروں گا کیا جو محبت میں ہو گیا نا کام
مجھے تو اور کوئی کام بھی نہیں آتا
karoon ga kya jo mohabbat mein ho gaya na kaam
mujhe to aur koi kaam bhi nahi aata
Thank You For
Visiting And Read My All Poetry | Please Share With Your Friends!
Share Please: Instagram, Facebook, Printest, and Twiter
Sad Poetry in Urdu:
Sad poetry is a way to
express sorrows and grievances that every human being experiences in their
daily life. From the start, the sad Shayari in Urdu gained the attraction of
its readers. Here, you can read dukhi Shayari, bewafa poetry, dard Shayari, tanha Shayari, and other poetry.
Bewafa Shayari:
Sometimes, we get hurt by
the behavior of people and it eventually brings feelings of hate. People often
take advantage of Bewafa Shayari to overcome this
negative emotion. You can easily pick from different available poems.
Four Lines / Two Lines Sad Poetry:
Some people do not like long
poems and prefer to read shorter versions such as four lines of sad poetry. By
sharing two lines of sad poetry with
your loved ones, you can easily convey the feelings you have for them.
Dukhi Shayari:
The best thing to express
your true sad feelings is to listen, recite, or share dukhi Shayari. Almost every poet
has narrated a specific collection of sad poetry in Urdu that you can associate
with when you feel depressed. Sad moments occur and leave in life and it
depends on us that how we handle our sad situations. Some people engage
themself in darkness and loneliness to overcome their sadness and some people
find comfort in sad Shayari in Urdu.
Tages:
- Poetry
- sad Shayari
- udas shayri
- Urdu poetry
- Sad
poetry in Urdu
- 2 line poetry
- two-line poetry
- best sad poetry
- poetry in Hindi
Related
Searches on Sad Poetry in Urdu:
- Urdu Poetry Love
- Sad poetry in Urdu
- Sad Poetry Poetry
In 2 Lines
- Best
Urdu Poetry
- Poetry in Hindi
- Sad Shayari in Urdu
- Sad Poetry Status
"We Are Not Perfect But We Try To Improve Our Quality"


0 Comments