Sad "انتظار” Poetry in Urdu 2 lines | Sad Shayari
Share Please: Instagram, Facebook, Printest, and Twiter
کیوں اتنا انتظار کرواتے ہو
کیوں ایسے دل دُکھاتے ہو
kyun itna intzaar kerwatay ho
kyun aisay dil Dikhata ho
----------
بات تیری نہیں کرتے ہم
ناجانے پھر کیوں یاد آتے ہو
baat teri nahi karte hum
najaney phir kyun yaad atay ho
----------
سنو جاناں یہ بات اچھی نہیں ہے
کیوں کسی کو بیٹھے بیٹھائے ترپاتے ہو
suno janaan yeh baat achi nahi hai
kyun kisi ko baithy bethayh tarpay ho
----------
میری ان آنکھوں سے تو پوچھ کبھی
بے موسم ہی برسنے کا سبب
جب ہم یہ کہتے تو کیوں مسکرا دیتے ہو
meri un aankhon se to pooch kabhi
be mausam hi barsne ka sabab
jab hum yeh kehte to kyun muskara dete ho
----------
تیری اک دید کے لیے ترستی ہیں یہ آنکھیں
تم آتے اور بغیر بتائے کیوں چلے جاتے
teri ik deed ke liye tarasti hain yeh ankhen
tum atay aur baghair betaye kyun chalay jatay
----------
اسے یہ کہنا مری آنکھ اشکبار نہیں
اسے یہ کہنا مجھے تیرا انتظار نہیں
usay yeh kehna meri aankhh ashkbaar nahi
usay yeh kehna mujhe tera intzaar nahi
----------
اسے یہ کہنا ابھی زندہ تو ہے تیرے بنا
اسے یہ کہنا مگر زندوں میں شمار نہیں
usay yeh kehna abhi zindah to hai tairay bana
usay yeh kehna magar zndon mein shumaar nahi
----------
اسے یہ کہنا وطن چھوڑ کے گئے جب سے
اسے یہ کہنا ملی لوٹ کے بہار نہیں
usay yeh kehna watan chore ke gaye jab se
usay yeh kehna mili lout ke bahhar nahi
----------
اسے یہ کہنا تجھے وہ گلے لگاتا تھا
اسے یہ کہنا یہ موسم بھی سازگار نہیں
usay yeh kehna tujy woh gilaay lagataa tha
usay yeh kehna yeh mausam bhi sazgaar nahi
----------
اسے یہ کہنا بہت روتا ہے تجھے دن رات
اسے یہ کہنا مجھے خود پہ اختیار نہیں
usay yeh kehna bohat rota hai tujy din raat
usay yeh kehna mujhe khud pay ikhtiyar nahi
----------
اسے یہ کہنا کہ تکلیف تو ذیادہ ہے
اسے یہ کہنا کوئی پاس غمگسار نہیں
usay yeh kehna ke takleef to ziada hai
usay yeh kehna koi paas ghamgusaar nahi
----------
اسے یہ کہنا دسمبر کو تم چلے گئے تھے
اسے یہ کہنا کوئی خاص یادگار نہیں
usay yeh kehna decemeber ko tum chalay gaye they
usay yeh kehna koi khaas yadgar nahi
----------
اسے یہ کہنا یہ راہیں بہت ہی مشکل ہیں
اسے یہ کہنا وہ الفت کا اب سوار نہیں
usay yeh kehna yeh rahein bohat hi mushkil hain
usay yeh kehna woh ulfat ka ab sawaar nahi
----------
اسے یہ کہنا مری موت خوش مزاج ہوئی
اسے یہ کہنا ہوائیں بھی سوگوار نہیں
usay yeh kehna meri mout khush mizaaj hui
usay yeh kehna hawae bhi sogwaar nahi
----------
اسے یہ کہنا نئے ہجر دور لے جاؤ
اسے یہ کہنا میں اتنا بھی استوار نہیں
----------
قبر کا بُلاوا ہیں جانا ہو گا تمہیں
تمہارے گنائو کی سزا
کو پانا ہوگا تمے
جہنم کی آگ ترے انتظار میں ہیں
گناگار ہو اسیلیئے جلنا ہو گا تمہیں۔
qabar ka bulawa hain jana ho ga tumhe
tumahray gunao ki saza ko paana hoga tme
jahannum ki aag tre intzaar mein hain
Gunagar ho isiliya jalna ho ga tumhe .
----------
اس کی یاد میں بیٹھے ہیں
نیند سے کہو انتظار کرے
is ki yaad mein baithy hain
neend se kaho intzaar kere
----------
اس انتظار میں بیٹھے ہیں ان کی محفل میں !!
کہ وہ نگاہ اٹھائیں__ تو ہم سلام کریں
is intzaar mein baithy hain un ki mehfil mein! !
ke woh nigah uthay____ to hum sakam karen
----------
امرت میں وہ ہمیں زہر گھول کر پِلایا کرتے تھے !
ہم ان کی محبت سمجھ کر اس کو پی جایا کرتے تھے
amrat mein woh hamein zeher ghol kar pilaya karte they !
hum un ki mohabbat samajh kar is ko pi jaya karte they
----------
وہ بہت غلطیاں کوتاہیاں کیا کرتے تھے !
ہم اس کو ان کی نادانیاں سمجھ کے بُھلایا کرتے تھے
woh bohat ghalatiyan kotahyan kya karte they !
hum is ko un ki nadanyan samajh ke bhoolaya karte they
----------
وہ ہم سے مل کر اپنی کہانیاں سنایا کرتے تھے !
ہم اپنے غم بھول کر ان کے ساتھ مسکرایا کرتے تھے
woh hum se mil kar apni kahaniyan sunaya karte they !
hum apne gham bhool kar un ke sath muskuraya karte they
----------
وہ صبح معذرت کر کے ہمیں بہلایا کرتے تھے !
جبکہ ہم رات دیر تک ان کا انتظار کر کے سو جایا کرتے تھے
woh subah moazrat kar ke hamein bahlaya karte they !
jabkay hum raat der taq un ka intzaar kar ke so jaya karte
they
----------
دن رات ہم ان کی خوشیوں کی دعا کیا کرتے تھے !
وہ اپنی خوشیوں میں اکثر ہم کو بھول جایاکرتے تھے
din raat hum un ki khoshion ki dua kya karte they !
woh apni khoshion mein aksar hum ko bhool jaya krty they
----------
کوئی کمی تو تھی تیرے پیار میں اے راج
جو دوسروں کر در بھی وہ جایا کرتے تھے
koi kami to thi tairay pyar mein ae raaj
jo dosaron kar Dur bhi woh jaya karte they
----------
کها تلاش کرو گے کىسى اىسے کو
جو تم سے محبت بهى کرے
اور تم سے دور بهى راهے
Kha talaash karo ge asy kisi ko
jo tum se mohabbat bi kere
aur tum se daur bi rahy
----------
بڑی شدت سے انتظار میں ہوں....!!!
میری میت پر ملنے کا وعدہ ہے ان کا...!!
barri shiddat se intzaar mein hon. .. .! ! !
meri maiyat par milnay ka wada hai un ka. ..! !
----------
کتنی ظالم ہوتی ہے یہ پل دو پل کی محبت
نہ چاہتے ہوئے بھی دل کو کسی کا انتظار رہتا ہے
kitni zalim hoti hai yeh pall do pall ki mohabbat
nah chahtay hue bhi dil ko kisi ka intzaar rehta hai
----------
کلی کلی کی چٹک دل پہ بار گزری ہے
عجیب رنگ میں اب کے بہار گزری ہے
kalie kalie ki chut dil pay baar guzri hai
ajeeb rang mein ab ke bahhar guzri hai
----------
بجھے ستارے مگر جل رہے ہیں دل کے چراغ
کہوں یہ کیسے شب انتظار گزری ہے
bujhe setaaray magar jal rahay hain dil ke
charag
kahoon yeh kaisay shab intzaar guzri hai
----------
کمال عشق تو دیکھو وہ آ گئے لیکن
وہی ہے شوق وہی انتظار باقی ہے
kamaal ishhq to dekho woh aa gaye lykin
wohi hai shoq wohi intzaar baqi hai
----------
یہ انتظار نہیں شمع ہے رفاقت کی
اس انتظار سے تنہائی خوبصورت ہے
yeh intzaar nahi shama hai rafaqat ki
is intzaar se tanhai khobsorat hai
----------
گل💕پھول🌹اسے دو جو قدر جانتا ھو
💔درد اسے دو ۔جو صبر جانتا ھو
🕒وقت اسے دو جو انتظار جانتا ھو
❤دل اسے
دو جو پیار جانتا ھو
✒✒✒✒از قلم رھیس خان الوری
Gal phol🌹isy do jo qader jaanta ho
💔Dard usay do. jo sabrr jaanta ho
🕒Wakt usay do jo intzaar jaanta ho
❤Dil
usay do jo pyar jaanta ho
✒✒✒✒Arz
qalam rais Khan alori
----------
سر ____طور ہو سر حشر ہو، ہمیں انتظار قبول ہے
وہ کبھی ملے،وہ کہیں ملے،وہ کبھی سہی وہ کہیں سہی✍️
sir ____tor ho sir hashar ho, hamein intzaar qubool hai
woh kabhi miley, woh kahin miley, woh kabhi sahi woh kahin
sahi✍️
----------
وہ آئیں گے جس دن ملنے
یقیناً فروری کی تیس ہو گی❤
woh ayen ge jis din milnay
yaqeenan feb ki tees ho gai❤
----------
عشق ہے یا آزمائش، یا ہے آگ درایا ۔
نہیں کوئی پار کرنے
کا ذریعہ۔
کنارے پہ ہو اکیلا،ہونے لگا ہے
رات کا اندھیرا ۔
سوچ پہ ہے اس کی یادوں کا پھرا۔
ہے انتظار اب ہونے
والا ہے جو نیا صویرا ۔۔
ishhq hai ya azmaish, ya hai aag ka darya .
nahi koi paar karne ka zareya .
kinare pay ho akela, honay laga hai raat ka andhera .
soch pay hai is ki yaado ka phira .
hai intzaar ab honay wala hai
----------
میرے مؤں پہ کفن مت ڈال مجھے عادت ھے مسکرانے کی
مت هوٹا میرے جنازے کو مجھے انتظار ھے کسی کے آنے کی
mere muh pay kafan mat daal mujhe aadat he muskurany ki
mat hutha mere janazay ko mujhe intzaar he kisi ke anay ki
----------
انتظار یار میں بھی لطف کمال ہے
نظر یں کتاب پر سوچیں جناب پر
intzaar yaar mein bhi lutaf kamaal hai
nazar n kitaab par sochen janab par
----------
دوستی دو لوگ کرتے ہیں مگر
انتظار کسی ایک کے حصے میں آتا ہے
dosti do log karte hain magar
intzaar kisi aik ke hissay mein aata hai
----------
قبر کا بُلاوا ہیں جانا ہو گا تمہیں
تمہارے گنائو کی سزا
کو پانا ہوگا تمے
جہنم کی آگ ترے انتظار میں ہیں
گناگار ہو اسیلیئے جلنا ہو گا تمہیں۔
qabar ka bulawa hain jana ho ga tumhe
tumahray gunao ki saza ko paana hoga tumey
jahannum ki aag tre intzaar mein hain
Gunagar ho isiliya jalna ho ga tumhe .
----------
اس کی یاد میں بیٹھے ہیں
نیند سے کہو انتظار کرے
is ki yaad mein baithy hain
neend se kaho intzaar kere
----------
😭تیرے چلے جانے کے بعد💖 ہم نے انتظار کیا تو صرف🌹 موت کا کب آئے اور ہم جائیں💔 (ساقی)
😭 tary chalay janey ke bad💖 hum ney intzaar kya to sirf🌹 mout ka kab aeye aur hum jay💔 ( ساقی_ )
----------
جاگوں تو سامنے ہو میرے یار کا چہرہ
ربا کوئی ایسی نیند توں مجھ کو بھی سلا دے
jagoon to samnay ho mere yaar ka chehra
rubaa koi aisi neend ton mujh ko bhi sulaa day
----------
شدید اتنا رہا تیرا انتظار مجھے
کہ وقت مِنّتیں کرتا رہا گزار مجھے🔥❤️
shadeed itna raha tera intzaar mujhe
ke waqt mannatain karta raha guzaar mujhe ❤️🔥
----------
کچھ رشتے ایسے بھی نبھائے جاتے ہیں
ایک دن ملنے کے لئے
مہینوں انتظار میں بتائے جاتے ہیں.!!!!!!!!!!!
kuch rishte aisay bhi nibhaye jatay hain
aik din milnay ke liye
mahino intzaar mein betaye jatay hain.! !! !! !! !!
Thank You For
Visiting And Read My All Poetry | Please Share With Your Friends!
Share Please: Instagram, Facebook, Printest, and Twiter
Sad Poetry in
Urdu:
Sad poetry is a way to express sorrows and
grievances that every human being experiences in their daily life. From the
start, the sad Shayari in Urdu gained the attraction of its readers. Here, you
can read dukhi
Shayari, bewafa poetry, dard Shayari, tanha Shayari, and other poetry.
Bewafa
Shayari:
Sometimes, we get hurt by the behavior of
people and it eventually brings feelings of hate. People often take advantage
of Bewafa Shayari to overcome this
negative emotion. You can easily pick from different available poems.
Four Lines
/ Two Lines Sad Poetry:
Some people do not like long poems and prefer
to read shorter versions such as four lines
of sad poetry. By sharing two lines of
sad poetry with your loved ones, you can easily convey the feelings you
have for them.
Dukhi
Shayari:
The best thing to express your true sad
feelings is to listen, recite, or share dukhi Shayari. Almost every poet has
narrated a specific collection of sad poetry in Urdu that you can associate
with when you feel depressed. Sad moments occur and leave in life and it
depends on us that how we handle our sad situations. Some people engage
themself in darkness and loneliness to overcome their sadness and some people
find comfort in sad Shayari in Urdu.
Tages:
- Poetry
- sad Shayari
- udas shayri
- Urdu poetry
- Sad poetry in Urdu
- 2 line poetry
- two-line poetry
- best sad poetry
- poetry in Hindi
Related
Searches on Sad Poetry in Urdu:
- Urdu
Poetry Love
- Sad
poetry in Urdu
- Sad
Poetry Poetry In 2 Lines
- Best
Urdu Poetry
- Poetry in Hindi
- Sad Shayari in
Urdu
- Sad Poetry Status
"We Are Not Perfect But We Try To Improve Our Quality"


0 Comments